Jo Bhi Kasmein - Alka Yagnik & Udit Narayan Lyrics
Sing & Humm along the most romantic ballade 'Jo Bhi Kasmein Lyrics' from Bipasha Basu & Dino Morea Starrer 'Raaz'.This love song is sung by Udit Narayan, Alka Yagnik; Music by Nadeem - Shravan & Lyrics by Sameer.
Jo Bhi Kasmein Song Details
| Song | Jo Bhi Kasmein |
| Movie | Raaz |
| Singer | Alka Yagnik & Udit Narayan |
| Music | Shravan |
| Song Writer | Sameer |
Jo Bhi Kasmein Lyrics in English
Jo Bhi Kasmein Khayi Thi Humne
Waada Kiya Tha Jo Milke
Tune Hi Jeewan Mein Laya Tha Mere Savera
Kya Tumhein Yaad Hai
Kya Tumhein Yaad Hai
Kya Tumhein Yaad Hai
Din Woh Bade Haseen The
Raatein Bhi Khush Naseeb Thi
Tune Hi Jeewan Mein Laya Tha Mere Savera
Kya Tumhein Yaad Hai
Kya Tumhein Yaad Hai
Kya Tumhein Yaad Hai
Jaage Jaage Rehete The
Khoye Khoye Rehte The
Karte The Pyaar Ki Baatein
Kabhi Tanhaayi Mein Kabhi Purvaayi Mein
Hoti Thi Roz Mulaakaatein
Teri In Baahon Mein Teri Panahon Mein
Maine Har Lamha Guzaara
Tere Is Chehere Ko Chand Sunhere Ko
Maine Toh Jigar Mein Utaara
Kitne Tere Kareeb Tha Main Toh Tera Naseeb Tha
Hothon Pe Reheta Tha Har Waqt Bas Naam Tera
Kya Tumhein Yaad Hai
Haan Mujhe Yaad Hai
Haan Mujhe Yaad Hai
Din Ke Ujaalo Mein Khwaabon Khayalon Mein
Maine Tujhe Pal Pal Dekha
Meri Zindagani Tu Meri Kahani Tu
Tu Hai Mere Haathon Ki Rekha
Maine Tujhe Chaaha Toh Apna Banaya Toh
Tune Mujhe Dil Mein Basaaya
Pyaar Ke Rango Se Beheki Umango Se
Tune Mera Sapna Sajaaya
Tere Labon Ko Chumke Baahon Mein Teri Jhoom Ke
Maine Basaya Tha Aankhon Mein Tere Basera
Kya Tumhein Yaad Hai
Haan Mujhe Yaad Hai
Haan Mujhe Yaad Hai
Jo Bhi Kasmein Khayi Thi Humne
Waada Kiya Tha Jo Milke
Tune Hi Jeewan Mein Laya Tha Mere Savera
Kya Tumhein Yaad Hai
Haan Mujhe Yaad Hai
Haan Mujhe Yaad Hai
Waada Kiya Tha Jo Milke
Tune Hi Jeewan Mein Laya Tha Mere Savera
Kya Tumhein Yaad Hai
Kya Tumhein Yaad Hai
Kya Tumhein Yaad Hai
Din Woh Bade Haseen The
Raatein Bhi Khush Naseeb Thi
Tune Hi Jeewan Mein Laya Tha Mere Savera
Kya Tumhein Yaad Hai
Kya Tumhein Yaad Hai
Kya Tumhein Yaad Hai
Jaage Jaage Rehete The
Khoye Khoye Rehte The
Karte The Pyaar Ki Baatein
Kabhi Tanhaayi Mein Kabhi Purvaayi Mein
Hoti Thi Roz Mulaakaatein
Teri In Baahon Mein Teri Panahon Mein
Maine Har Lamha Guzaara
Tere Is Chehere Ko Chand Sunhere Ko
Maine Toh Jigar Mein Utaara
Kitne Tere Kareeb Tha Main Toh Tera Naseeb Tha
Hothon Pe Reheta Tha Har Waqt Bas Naam Tera
Kya Tumhein Yaad Hai
Haan Mujhe Yaad Hai
Haan Mujhe Yaad Hai
Din Ke Ujaalo Mein Khwaabon Khayalon Mein
Maine Tujhe Pal Pal Dekha
Meri Zindagani Tu Meri Kahani Tu
Tu Hai Mere Haathon Ki Rekha
Maine Tujhe Chaaha Toh Apna Banaya Toh
Tune Mujhe Dil Mein Basaaya
Pyaar Ke Rango Se Beheki Umango Se
Tune Mera Sapna Sajaaya
Tere Labon Ko Chumke Baahon Mein Teri Jhoom Ke
Maine Basaya Tha Aankhon Mein Tere Basera
Kya Tumhein Yaad Hai
Haan Mujhe Yaad Hai
Haan Mujhe Yaad Hai
Jo Bhi Kasmein Khayi Thi Humne
Waada Kiya Tha Jo Milke
Tune Hi Jeewan Mein Laya Tha Mere Savera
Kya Tumhein Yaad Hai
Haan Mujhe Yaad Hai
Haan Mujhe Yaad Hai
Download Jo Bhi Kasmein Lyrics Pdf
Song: Jo Bhi Kasmein
Singers: Alka Yagnik & Udit Narayan
Music Director: Nadeem - Shravan
Lyricist: Sameer
Movie Cast & Crew:
Producer: Tips Films & Mahesh Bhatt
Director: Vikram Bhatt

0 Comments