Normal days - Khushali Kumar Lyrics
Normal Days Lyrics by Khushali Kumar is a brand new song with music given by Jigar Panchal and Chirag Panchal. Normal days song lyrics are written by Khushali and directed by Mohan S Vairaag.Normal Days" , a poem from the lockdown times. The poem is written by Khushali Kumar, the music is by Jigar Pancha. New Panjabi Song Lyrics
Normal Days Song Details
Song | Normal days |
Singer | Khushali Kumar |
Music | Jigar Panchal, Chirag Panchal |
Song Writer | Khushali Kumar |
Normal Days Lyrics In English
Jab maa kehti thi wo bhi kya din the
Peeche jaane ki zarurat kya hai
Aksar main yeh sochti thi sunkar
Kuch dino se haalaat normal nahi hain
To man apne aap bhaag jata hai
Unn dino ki oar jab sab normal tha
Ek cup chai aur glucose ke biscuit kha kar
Kaam par nikalna
Maa ka peeche peeche bhaag kar tiffin pakdana
Arre lunch to leti jaa sath
Raaste mein logon ko
Traffic challan dene se bachne ke liye
Inspector se ladta dekh lagta tha
Police public se kyon jhagadti hai
Main badal gayi ya mera nazariya
Par aaj police kamaal lagti hai
Kahin se kuch bhi kehte huye dost
Kya kamaal lagte the
Lagatar ek hi baat par ghanton baatein
Ab lagta hai wo time waste nahi kiya
Uss connection ka maza hi kuch aur tha
Jinse kabhi hello bhi nahi hui
Aaj unka chehra bhi jaana sa lagta hai
Jinke paas ghar nahi hai
Unki aakhon ka sapna bhi apna sa lagta hai
Shayad yeh kudrat humse kuch keh rahi hai
Ab thoda ruk kar sochne ko keh rahi hai
Ab tak jo hua us se kuch seekhne ka
Ishara kar rahi hai
Ab aane wale samay mein
Hum sabko hath pakadkar chalna hoga
Maa shaayad yehi keh rahi hai
Ab ahmiyat pata chali
Ki normal se badhkar aur kuch nahi hai
Meri maa ka pehle ke dinon sarahna
Ab samajh aaya ki kyun zaruri hai
Taaki jab sab normal ho jaaye
Hum har uss chez ko jiyein
Jo hamare munh par hansi aur
Dusron ke munh par khushi laate hai
Uski khushi meri hansi
Na tera mera na koyi fasla
Maa sabki sach kehti hai
Sabki aakhon mein sapne hain
Unhein phir se sach karenge
Bas ek baar phir wapas
Ho jayein normal days
Peeche jaane ki zarurat kya hai
Aksar main yeh sochti thi sunkar
Kuch dino se haalaat normal nahi hain
To man apne aap bhaag jata hai
Unn dino ki oar jab sab normal tha
Ek cup chai aur glucose ke biscuit kha kar
Kaam par nikalna
Maa ka peeche peeche bhaag kar tiffin pakdana
Arre lunch to leti jaa sath
Raaste mein logon ko
Traffic challan dene se bachne ke liye
Inspector se ladta dekh lagta tha
Police public se kyon jhagadti hai
Main badal gayi ya mera nazariya
Par aaj police kamaal lagti hai
Kahin se kuch bhi kehte huye dost
Kya kamaal lagte the
Lagatar ek hi baat par ghanton baatein
Ab lagta hai wo time waste nahi kiya
Uss connection ka maza hi kuch aur tha
Jinse kabhi hello bhi nahi hui
Aaj unka chehra bhi jaana sa lagta hai
Jinke paas ghar nahi hai
Unki aakhon ka sapna bhi apna sa lagta hai
Shayad yeh kudrat humse kuch keh rahi hai
Ab thoda ruk kar sochne ko keh rahi hai
Ab tak jo hua us se kuch seekhne ka
Ishara kar rahi hai
Ab aane wale samay mein
Hum sabko hath pakadkar chalna hoga
Maa shaayad yehi keh rahi hai
Ab ahmiyat pata chali
Ki normal se badhkar aur kuch nahi hai
Meri maa ka pehle ke dinon sarahna
Ab samajh aaya ki kyun zaruri hai
Taaki jab sab normal ho jaaye
Hum har uss chez ko jiyein
Jo hamare munh par hansi aur
Dusron ke munh par khushi laate hai
Uski khushi meri hansi
Na tera mera na koyi fasla
Maa sabki sach kehti hai
Sabki aakhon mein sapne hain
Unhein phir se sach karenge
Bas ek baar phir wapas
Ho jayein normal days
Song Credit
Song - Normal daysPoem Narrated by & Featuring - Khushali Kumar
Music - Jigar Panchal, Chirag Panchal
Lyrics - Khushali Kumar
Video Director - Mohan S Vairaag
Sound Recordist - Soharabuddin
Editor - Manan Sagar
Music Label - T-Series
Normal Days Lyrics Video
This is the end of Normal Days Lyrics song lyrics. If you find any mistake in lyrics of Normal Days Lyrics song, please send correct lyrics using contact us form.
0 Comments