LONDE DILLI KE LYRICS - LIL GOLU

Londe Dili Ke - Lil Golu Lyrics

LONDE DILLI KE LYRICS

Londe Dilli Ke Lyrics: The song is sung by Lil Golu, and has music by Lil Golu while Lil Golu has written the Londe Dilli Ke Lyrics. The music video of the Londe Dilli Ke song is directed by KARAN BAJPAI. New Panjabi Song Lyrics

Londe Dilli Ke Song Details

Song Londe Dili Ke
Singer Lil Golu
Music Lil Golu
Song Writer Lil Golu

Londe Dilli Ke Lyrics In English

Dilli ki sadko se tere ilaaqe tak
Tere ilaaqe tak tere ilaaqe tak
Bhai mere nache sab bhai mere nache sab
Bhai mere nache sab bhai mere nache sab
Shabdo ki goliya daagu jab daagu jab
Daagu jab daagu jab daagu jab
Sab hatter or faker ab bhaage tab bhaage tab
Bhaage sab bhaage sab

Thoda jodenge fir ghata denge
Do dharke bharke bhaga denge
Hatthe mat chadiyo film bana denge
Dukhte pichonde par bomb laga denge

Londe dilli ke, dilli ke, dilli ke, dilli ke
Kohraam utha denge
Londe dilli ke, dilli ke, dilli ke, dilli ke
Kohraam utha denge
Londe dilli ke, dilli ke, dilli ke, dilli ke
Kohraam utha denge
Londe dilli ke, dilli ke, dilli ke, dilli ke
Hum Kohraam utha denge

hum Kohraam utha denge

Abey raaton ko ghumne ka shauk humein dilli se
Gaadi bhagane ka shuak humein dilli se
Woofer bajane ka shauk humein dilli se
Laundiya nachane ka shauk humein dilli se
Paisa udane ka shauk humein dilli se

Dil se hai karte hip-hop hum dilli se
Real baatcheet real talk hum hai dilli se
Indian hip-hop ijaad hua dilli se

Hai dilli se, dilli se, dilli se, dilli se
Tu jaan le bete
Hai dilli se, dilli se, dilli se, dilli se
Papa ko pehchan le bete
Hai dilli se, dilli se, dilli se, dilli se
Tu jaan le bete
Ghani kasooti kar dete hai
Agar le hum kuch thaan bete

Sab bole mujhe mat kar mat kar mat kar
Main to karunga
Itna bhi sach mat kar mat kar mat kar
Par main to karke rahuga
Ye kaisa fuddupan,

Dusre ki baat mujhe samjh mein aati nahin
Are itne saare yaha par labels hai
Par hip-hop ko paisa nahin
Are gaane ko thoda sa dancing sa kardo
Warna vibes si aati nahin
Or dancing ki vibe na aaye to janta tiktok banati nahin

Ab vocal chord inki chowk hai
Are back to back gaane flow bahut hai
Meri rooh tik-tok tiktok nahin karti
Meri rooh karti hip-hop hai

Abey main kalla hi kar dunga boma ka boom
Gully to gully bhi machegi dhoom
Jo soche golu kabhi chalega nahi
Unki soch udhedi maine firse dikhun

Dalu nehle pe dehla, dehle pe gulaam
Kandi hai launde, kaandi hai kaam
Fans ka pyaar hai mera inaam
Sone se upar hai apna daam
Tera rocket bana du bhai abdul kalaam
Bajega jaake fir seeedha tu chand
Chand se agar dikhe hindustaan
To indian hip-hop ko kariyo salaam

Warna jodenge fir ghata denge
Do dharke bharke bhaga denge
Hatthe mat chadiyo film bana denge
Dukhte pichonde par bomb laga denge

Londe dilli ke, dilli ke, dilli ke, dilli ke
Kohraam utha denge
Londe dilli ke, dilli ke, dilli ke, dilli ke
Kohraam utha denge
Londe dilli ke, dilli ke, dilli ke, dilli ke
Kohraam utha denge
Londe dilli ke, dilli ke, dilli ke, dilli ke
Hum kohraam utha denge

Sab puche mujhe bhai kaisa hai
Main bolu zehar hu
Dhaunga sitam haan main aane wala kehar hu
Dilli se hu rehta main apne hi shehar hu
Sunami kehte na jise wohi wali lehar hu

Upar wale ka likha sab maante hai
Tere bhai ka bhi naam pehchante hai
Hum dilli ke londe dosti dushami
Dono dil se nibhana jaante hai

Kalam ki baat jo kare to unka
Main kalam se khaatm kar dunga
Shikaar ki baat jo karte shikaar
To hoga main sher hu kar dunga

Kabhi khudai mein bhi ni nikloge
Zameen ke itne bheetar bhar dunga
Abey shabdo ka bhramatar chala ke
Tere pyaan pakheru kar dunga

Dilli hai jungle, dilli hai jungle dilli ke launde hai sher
Karega dangal karega ungal kar denge tujhko dhair
Ab yamnapaari sab athyachaari lenge dasho dishaon se gher
Ab chun chun ke hum todenge bete teri beri ke bair

Karu main dhamake bro, dhamake dhamake bro
Ho lunga bata ke bro, bata ke, bata ke bro
Jo, jo bhi udate bro, udate udate bro
Wo, khud hi kamate bro, hum khud hi kamate bro

Jitni galtfehmiyan hai saali jad se sab mita denge
Dilli ke launde hai jama hi ghach yo jama hi dhumma thha denge
Akdega failega ainthega to tere raste ke raste laga denge
Laal kile ke samne se teri patang bana ke uda denge

Pyaar se baat karega to tere liye jaan bhi hum luta denge
Kona kona dilli ka sab chowk choraya ghuma denge
Andy se andy dilli ki party mein party bhi karwa denge
Rajj ke pee liyo daaru sahi salaamat ghar pahuncha denge

Launde kahan ke gachh machayege, launde kahan ke sach machayenge
Kahan ke launde, kahan ke launde, kahan ke kaha ke? Haan...

Londe dilli ke, dilli ke, dilli ke, dilli ke
Kohraam utha denge
Londe dilli ke, dilli ke, dilli ke, dilli ke
Kohraam utha denge
Londe dilli ke, dilli ke, dilli ke, dilli ke
Kohraam utha denge
Londe dilli ke, dilli ke, dilli ke, dilli ke
Hum kohraam utha denge

Londe dilli ke, dilli ke, dilli ke, dilli ke
Kohraam utha denge
Londe dilli ke, dilli ke, dilli ke, dilli ke
Kohraam utha denge
Londe dilli ke, dilli ke, dilli ke, dilli ke
Kohraam utha denge
Londe dilli ke, dilli ke, dilli ke, dilli ke
Hum kohraam utha denge

Song Credit

Artist: LIL GOLU 
Composer: LIL GOLU 
Lyrics: LIL GOLU 
Music: PROFETESA BEATS 
Mixed & Mastered by db 
Director: KARAN BAJPAI
Editing: KARAN BAJPAI
DOP: KARAN BAJPAI

Londe Dilli Ke Lyrics Video

This is the end of Londe Dilli Ke song lyrics. If you find any mistake in lyrics of Londe Dilli Ke song, please send correct lyrics using contact us form.

Post a Comment

0 Comments